• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Bar Hi Ji Bhar Ke Saza Kyun Nahin Dete

Ek Bar Hi Ji Bhar Ke Saza Kyun Nahin Dete

ik baar hi ji bhar ke saza kyuun nahin dete

gar harf-e-ghalat huun to miTa kyuun nahin dete

aise hi agar munis-o-gham-ḳhvar ho mere

yaaro mujhe marne ki dua kyuun nahin dete

ab shiddat-e-gham se mira dam ghuTne laga hai

tum reshmi zulfon ki hava kyuun nahin dete

farda ke dhundlakon men mujhe DhunDne vaalo

maazi ke darichon se sada kyuun nahin dete

moti huun to phir sozan-e-mizhgan se piro lo

aansu ho to daman pe gira kyuun nahin dete

saaya huun to phir saath na rakhne ka sabab kya

patthar huun to raste se haTa kyuun nahin dete

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mat Use Hath Lagana Wo Sajan Aag Hai Aag

Na Bulwaya Na Aae Roz Wada Kar Ke Din kaTe

ajay-sahaab

Jab Bhi Milte Hain To Jine Ki dua dete Hain

shahryar

Aakhiri Sans

Kahani Mein chhoTa Sa Kirdar Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet