• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Aah-E-Zer-E-Lab Ke Gunahgar Ho Gae

Ek Aah-E-Zer-E-Lab Ke Gunahgar Ho Gae

ik ah-e-zer-e-lab ke gunahgar ho ga.e

ab ham bhi daḳhil-e-saf-e-aghyar ho ga.e

jis dard ko samajhte the ham un ka faiz-e-ḳhas

us dard ke bhi laakh ḳharidar ho ga.e

jin hauslon se mera junun mutma.in na tha

vo hausle zamane ke me.aar ho ga.e

har va.ada jaise harf-e-ghalat tha sarab tha

ham to nisar-e-jur.at-e-inkar ho ga.e

sarsabz pattiyon ka lahu chuus chuus kar

kitne hi phuul raunaq-e-gulzar ho ga.e

‘zaidi’ ne taaza sher suna.e ba-rang-e-ḳhas

ham bhi ḳhuda-e-shoḳhi-e-afkar ho ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ambareen-haseeb-ambar

Ek Gali Se Khushbu Ki Rasm-O-Rah Kafi Hai

poet

Umr Guzri Hai to Phir Hosh Ko Rab Yaad Aaya

indira-varma

Shikasta-dil Andheri Shab Akela Rahbar Kyun Ho

Apni Mohabbaton Ka Ye Achchha Sila Mila

Safar Ki Dhul Ko Chehre Se Saf Karta Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet