• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dushwar Yun Bhi Naql-E-Makani paDi Mujhe

Dushwar Yun Bhi Naql-E-Makani paDi Mujhe

dushvar yuun bhi naql-e-makani paḌi mujhe

raste hi se bisat uThani paḌi mujhe

kuchh din to us ke dil pe raha hukmaran magar

ye saltanat bhi chhoḌ ke jaani paḌi mujhe

us ne kaha ki kaise bikharta hai aadmi

muTThi men bhar ke ḳhaak uḌani paḌi mujhe

ik shaḳhs muskura ke mujhe dekhne laga

bas aa.ine se gard haTani paḌi mujhe

tum ko to dhaḌkanon men basa.e hue hai dil

tum ko bhi dil ki baat batani paḌi mujhe

us ka ishara tark-e-marasim ka tha ‘salim’

ruḳhsat ke vaqt aankh jhukani paḌi mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHata-War-E-Murawwat Ho Na Marhun-E-Karam Ho Ja

Har Aah Gham-E-Dil Ki Ghammaz Nahin Hoti

Tishnagi Apni Bujhane Ke Liye Jab Gae Hain

Bulana Aur Na Jaana Chahta Hun

Is Auj Par Na Uchhaalo Mujhe Hawa Kar Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet