• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dushmani Hai Na Kahin Yari Hai

Dushmani Hai Na Kahin Yari Hai

poet

dushmani hai na kahin yaari hai

jiine vaale tiri fankari hai

mahv-e-hairat sama.aten hain abhi

ḳhamushi ka bayan jaari hai

kuchh to ham aks hain a.ine bhi

aur kuchh apni adakari hai

chehragi chup hai ḳhadd-o-ḳhal ḳhamosh

a.inon par sukut taari hai

aj-kal dad-e-suḳhan dena bhi

‘mauj’ ‘ghalib’ ki taraf-dari hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh to Wafa Ka Rang Ho Dast-E-Jafa Ke Sath

obaidullah-aleem

Sachcha Jhut

Dilon Par Hukmarani Hai Usi Ki

ali-sardar-jafri

Chand Ko Rukhsat Kar do

Gulzar Mein Ye Kahti Hai Bulbul Gul-E-Tar Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet