• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Durun-E-Chashm Har Ek KHwab Mar Raha Hai Bas

Durun-E-Chashm Har Ek KHwab Mar Raha Hai Bas

durun-e-chashm har ik ḳhvab mar raha hai bas

hamare paas yahi aj-kal bacha hai bas

tiri talab thi zamana tujhe zamana mila

miri talab thi ḳhuda so mira ḳhuda hai bas

udaas hai na kisi se hua hai jhagḌa koi

baḌe dinon se yunhi dil dukha hua hai bas

jahan pe chaho mire haath ko jhaTak dena

mujhe pata hai ta.alluq ye aam sa hai bas

khaḌi hui huun kinare chanab ke sar-e-sham

bhanvar bhanvar miri ankhon men ghumta hai bas

kiya jo ghaur to har-samt nachti thi aag

mujhe laga tha mira ghar hi jal raha hai bas

hamare paas nahin ‘sa.adiya’ koi rasta

hamare paas yahi ek rasta hai bas

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Hain Aur Na-Murad Qismat Hai

Ek Teri Be-ruKHi Se Zamana KHafa Hua

Dubte Suraj Jaisa Manzar Lagta Hai

poet

Kaun-O-Makan Mein Yaro Aabaad Hain To Hum Hain

tanveer-anjum

Be-Rahm Shaeron Ke Jurm

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet