• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Duniya Ka Ye Eazaz Ye Inam Bahut Hai

Duniya Ka Ye Eazaz Ye Inam Bahut Hai

duniya ka ye e.azaz ye in.aam bahut hai

mujh par tire ikram ka ilzam bahut hai

is umr men ye moḌ achanak ye mulaqat

ḳhush-gam abhi gardish-e-ayyam bahut hai

bujhti hui sub.hen hon ki jalti hui raten

tujh se ye mulaqat sar-e-sham bahut hai

main marhamat-e-ḳhas ka ḳhvahan bhi nahin huun

mere liye teri nigah-e-am bahut hai

kamyab kiya hai use bazar-e-talab ne

ham the to vo arzan tha par ab daam bahut hai

us ghar ki badaulat mire sheron ko hai shohrat

vo ghar ki jo is shahr men badnam bahut hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kabhi Jangal Kabhi Sahra Kabhi Dariya Likhkha

TuT Kar Aalam-E-Ajza Mein Bikharte Hi Rahe

Zara Si Baat Ho Kya Kya Sawal Karta Hai

Wasl Ki Zid Se uThen Hijr Ko Roya Na Karen

Justuju Ke Safar Mein Rahte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet