• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dukhi Dilon Mein, Dukhi Sathiyon Mein Rahte The

Dukhi Dilon Mein, Dukhi Sathiyon Mein Rahte The

dukhi dilon men, dukhi sathiyon men rahte the

ye aur baat ki ham muskura bhi lete the

vo ek shaḳhs bura.i pe tul gaya to chalo

saval ye hai ki ham bhi kahan farishte the

aur ab na aankh na aansu na dhaḌkanen dil men

tumhi kaho ki ye dariya kabhi utarte the

juda.iyon ki ghaḌi naqsh naqsh bolti hai

vo barf-bar hava thii, vo daant bajte the

ab in ki guunj yahan tak suna.i deti hai

vo qahqahe jo tiri anjuman men lagte the

vo ek din ki mohabbat ka din kahen jis ko

ki aag thi na tapish bas sulagte jaate the

kahan vo zabt ke da.ave kahan ye ham ‘gauhar’

ki TuTte the na phir TuuT kar bikharte the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHushi Bhi Ab Sarapa Gham Lage Hai

poet

Dil Ki Qismat Ki Tere Dil Mein Samo Bhi Na Saka

Sawan Aaya Tum Na Aae Din Bite

ahmad-rizwan

Main Khak Ho Raha Hun Yahan Khak-dan Mein

Humse ruThi Har KHushi Hai Aaj Kal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet