• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dukha Hai Dil Tabhi to Mujh Pe Chhai Hai Udasi Bhi

Dukha Hai Dil Tabhi to Mujh Pe Chhai Hai Udasi Bhi

dukha hai dil tabhi to mujh pe chha.i hai udasi bhi

miri palkon pe aansu bhi labon par hai ḳhamoshi bhi

juda.i men mire dil ki suno kya ho ga.i halat

mire dil men hai vahshat bhi baḌi hai be-qarari bhi

miri ankhon men virani mire dil ko pareshani

kuchh aisi chup hui huun main nahin hai ḳhud-kalami bhi

hamen to hijr men hi kaTni hai zindagi ab to

vo aa jaa.e nahin ummid baaqi ab zara si bhi

agarche choT gahri hai ‘dua’ phir bhi nahin badli

vahi hansne ki aadat bhi vahi hai ḳhush-mizaji bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Mohabbat Na Mohabbat Ki Ada Hai Yaro

Jab Bhi Mausam-E-Hunar Harf O Bayan Le Jae

Jalwa Afroz Hai Kabe Ke Ujalon Ki Tarah

Umr-Bhar Kuchh Is Tarah Hum Jagte Sote Rahe

aftab-shah-alam-sani

Go Sudh Nahin Us Shokh Sitamgar Ne Sambhaali

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet