• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dud-E-dil Se Hai Ye Tariki Mere Gham-Khana Mein

dud-E-dil Se Hai Ye Tariki Mere Gham-Khana Mein

sheikh-ibrahim-zauq

dud-e-dil se hai ye tariki mire gham-khana men

shama hai ik sozan-e-gum-gashta is kashana men

main huun vo khisht-e-kuhan muddat se is virane men

barson masjid men raha barson raha mai-khana men

main vo kaifi huun ki paani ho to ban jaae sharab

josh-e-kaifiyyat se meri khaak ke paimana men

barq-e-khirman-soz danai hai na-fahmi tiri

varna kya kya lahlahate khet hain har daana men

kis nazakat se hai dekho ittihad-e-husn-o-ishq

zulf vaan shane ne khinchi dard hai yaan shana men

vahshat o na-ashnai masti o beganagi

ya tiri ankhon men dekhi ya tire divana men

ishq ko nashv-o-numa manzur hai kab varna sabz

tukhm-e-ashk-e-shama ho khakistar-e-parvana men

hosh ka daava hai behoshon ko zer-e-asman

khum-nashin misl-e-falatun sab hain is khum-khana men

pattharon men thokaren khata hai nahaq sail-e-ab

puchho kya le jaega aa kar mire gham-khana men

ek patthar pujne ko shaikh-ji kaabe gae

‘zauq’ har but qabil-e-bosa hai is but-khana men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Ek Sajda Ki Jo Be-Rukua Hota Hai

poet

Qurb Hai Wasl Mayassar Nahin Hone Pata

Kuchh Ab Ke Baras Aur Hawaon Ka Chalan Hai

KHud Tamasha Ban Gai Chashm-E-Tamashai Ki Bas

Hum Par Nigah-E-Lutf Kabhi Hai Kabhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet