• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / doston Ka Zikr Kya dushman Hain Jab Badle Hue

doston Ka Zikr Kya dushman Hain Jab Badle Hue

shabnam-shakeel

doston ka zikr kya dushman hain jab badle hue

shahr men to ab nazar aate hain sab badle hue

ziist ke advar kitne mukhtalif se ho gae

saal o mah thahre hue aur roz o shab badle hue

kis ki dil-jui karen kis ko mubarakbad den

jab khushi aur gham ke huun yaksar sabab badle hue

ik purana rasta ab kis tarah dhunde koi

shahr bhar ke sab gali-kuche hon jab badle hue

roz o shab ki gardishen dil ko badal paai nahin

aine men garche hain rukhsar o lab badle hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Meri Aahon Mein Aanch Kaisi Ye Taw Kaisa

poet

Zindagi Jhul Rahi Hai Ba-Salib-E-Dauran

Sufi

Mi-Kuni Tu Tan Bar Kirdar-e-Ma

akbar-hyderabadi

dasht-e-Adam Ka Sannata

Jo Ye Kahte the Ki Mar Jaana Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet