• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / diye Jala Ke Hawaon Ke Munh Pe Mar Aaya

diye Jala Ke Hawaon Ke Munh Pe Mar Aaya

rakhshan-hashmi

diye jala ke havaon ke munh pe maar aaya

koi to hai jo andheron ka qarz utaar aaya

khuda se jab bhi kadi dhuup ki shikayat ki

to meri raah men ek ped saya-dar aaya

kahan hui kabhi us se hamari did-o-shunid

hava ke rath pe hamesha hi vo savar aaya

sukun bantti phirti huun main zamane men

na jaane kyuun mire hisse men intishar aaya

hazar baar mira dard muskuraega

hazar baar agar mausam-e-bahar aaya

sabab main dhund rahi thi miri udasi ka

tira khayal mujhe aaj baar baar aaya

kiya hai us ne hi gharat mira sukun magar

usi ke naam pe ‘rakhshan’ mujhe qarar aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kya Hina KHun-Rez Nikli Hae Pis Jaane Ke Baad

poet

Dil Hai Sahra Se Kuchh Udas Bahut

adil-mansuri

Hath Mein Aaftab Pighla Kar

Sufi

Ghairat Az Chashm Buram Ru-e-Tu didan Na-deham

poet

Dil Hai Apna Na Ab Jigar Dar-Pesh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet