• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / diya Nasib Mein Nahin Sitara Bakht Mein Nahin

diya Nasib Mein Nahin Sitara Bakht Mein Nahin

ahmad-shahryar

diya nasib men nahin sitara bakht men nahin

to kya sharar bhi vajud-e-sang-e-sakht men nahin

miri baqa ka raaz hai musafirat musafirat

so naqsh-e-pa baghair mere saz-o-rakht men nahin

mujhe hai shahr ke gharon se sirf is qadar gila

ki bhaai husn asman-e-lakht-lakht men nahin

mira kamal munhasir hai mere ikhtisar par

miri numu ka shaiba kisi darakht men nahin

faqir-e-shahr bhi raha huun ‘shahryar’ bhi magar

jo itminan faqr men hai taj-o-takht men nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Koi Samjhaiyo Yaro Mera Mahbub Jata Hai

azra-abbas

Mujhe Taqsim Kar do

asrarul-haq-majaz

Inqalab

ahmad-ali-barqi-azmi

Aawaz Ka Uski Zer-O-Bam Kuchh Yaad Raha Kuchh Bhul Gae

poet

Mamnun Hi Raha Us But-E-Kafir Ki Jafa Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet