• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / din Saliqe Se Uga Raat Thikane Se Rahi

din Saliqe Se Uga Raat Thikane Se Rahi

nida-fazli

din saliqe se uga raat thikane se rahi

dosti apni bhi kuchh rose zamane se rahi

chand lamhon ko hi banti hain musavvir ankhen

zindagi rose to tasvir banane se rahi

is andhere men to thokar hi ujala degi

raat jangal men koi shama jalane se rahi

fasla chand bana deta hai har patthar ko

duur ki raushni nazdik to aane se rahi

shahr men sab ko kahan milti hai rone ki jagah

apni izzat bhi yahan hansne hansane se rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujhe Udas Kar Gae Ho KHush Raho

Kisi Ne Dekha Nahin Iltija Ke Lahje Mein

Apna Nafas Nafas Hai Ki Shoala Kahen Jise

shad-azimabadi

Kya Faqat Talib-E-didar Tha Musa Tera

jigar-moradabadi

Barabar Se Bach Kar Guzar Jaane Wale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet