• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / din Hua Kat Kar Gira Main Raushni Ki dhaar Se

din Hua Kat Kar Gira Main Raushni Ki dhaar Se

ahmad-zafar

din hua kat kar gira main raushni ki dhaar se

khalq ne dekhe lahu men raat ke anvar se

ud gaya kaala kabutar mud gai khvabon ki rau

saya-e-divar ne kya kah diya divar se

jab se dil andha hua ankhen khuli rakhta huun main

us pe marta bhi huun ghafil bhi nahin ghar-bar se

khaak par udti bikharti purza purza aarzu

yaad hai ye kuchh hava ki akhiri yalghar se

ab to barish ho hi jaani chahiye us ne kaha

taaki bojh utre purani gard ka ashjar se

ishq to ab sher kahne ka bahana rah gaya

harf ko rakhta huun raushan shoala-e-afkar se

shahr ke naqshe se main mit bhi chuka kab ka ‘zafar’

char-su lekin chamakte hain mire asar se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Katunga Shab Tadap Kar Ro Kar Sahar Karunga

Sambhal Na Pae to Taqsir-E-Waqai Bhi Nahin

Diye Jalae Gae Aaine Banae Gae

Jab Bhi Milne Ke Zamane Aae

Rawish Rawish Pe Hain Nikhat-Fashan Gulab Ke Phul

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet