• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dilbar Se Hum Apne Jab Milenge

dilbar Se Hum Apne Jab Milenge

meer-hasan

dilbar se ham apne jab milenge

is gum-shuda dil se tab milenge

ye kis ko khabar hai ab ke bichhde

kya janiye us se kab milenge

jan-o-dil-o-hosh-o-sabr-o-taqat

ik milne se us ke sab milenge

duniya hai sambhal ke dil lagana

yaan log ajab ajab milenge

zahir men to dhab nahin hai koi

ham yaar se kis sabab milenge

hoga kabhi vo bhi daur jo ham

dildar se roz-o-shab milenge

aram ‘hasan’ tabhi to hoga

us lab se jab apne lab milenge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dida-O-Dil Mein Utar Jata Hai

KHwab Mein Ya KHayal Mein Mujhe Mil

poet

Apne Qasid Ko Saba Bandhte Hain

Mere Bhi surKH-Ru Hone Ka Ek Mauqa Nikal Aata

Yun Tumhaare Na-Tawan-E-Shauq Manzil Bhar Chale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet