• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hath Mein Apne Abhi Tak Ek Saghar Hi to Hai

Hath Mein Apne Abhi Tak Ek Saghar Hi to Hai

haath men apne abhi tak ek saghar hi to hai

jis ko sab kahte hain mai-ḳhana vo andar hi to hai

daam men taa.ir ko le jaati hai daane ki talash

phir bhi mazlumi-o-mahrumi muqaddar hi to hai

kaisi kaisi koshishen kar len miyan-e-jang bhi

mard-e-maidan jo bana hai vo sikandar hi to hai

apne ḳhaliq ki ata par naaz hona chahiye

jo hasad rakhte hain un ka haal abtar hi to hai

ḳhaak ke zarre chamakte hain ziya-e-nur se

asman par jo hai vo ḳhurshid-e-ḳhavar hi to hai

chhoḌiye bughz-o-adavat to samajh men aa.e kuchh

jo ‘vasiya’ ho raha hai tujh ko bavar hi to hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tumhaari Be-Adai Ke Maze Aane Lage Mujhko

Tamam Raat Chhaton Par Baras Gaya Pani

poet

Takallum Jo Koi Karta Hai Fani

nida-fazli

Har Chamakti Qurbat Mein Ek Fasla dekhun

mubarak-azimabadi

Le Chala Phir Mujhe dil Yar-E-dil-Azar Ke Pas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet