• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Taffun Se Bhar Gaya Hoga

Dil Taffun Se Bhar Gaya Hoga

dil ta.affun se bhar gaya hoga

main mohabbat ko gaaḌ aa.i thi

chand rishte vahin pe Duube the

mere gaanv men baaḌh aa.i thi

aaj rassi ḳharid laa.i huun

dhuul pankhe se jhaaḌ aa.i thi

ye udasi kahan se phuuT paḌi

main to jaḌ se ukhaḌ aa.i thi

tum miri zindagi sanvaroge

jis ko main ḳhud bigaḌ aa.i thi

bas mujhe ek ghar basana tha

puuri basti ujaaḌ aa.i thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ai Ishq Is Qafas Se Mujhe Ab Rihai De

Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad

humaira-rahat

Ye Kahna Tha Jo duniya Kah Rahi Hai

Kabhi Talash Na Zae Na Raegan Hogi

Ye Marhale Bhi Mohabbat Ke Bab Mein Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet