• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Pe Jaur-O-Sitam Garan Na Hue

Dil Pe Jaur-O-Sitam Garan Na Hue

poet

dil pe jaur-o-sitam garan na hue

kaise kah duun vo mehrban na hue

haa.e yadon ke vo nuqush-e-hasin

miT ga.e aur be-nishan na hue

dekhne vaale surat-e-shabnam

surat-e-bahr-e-be-karan na hue

sochta huun vo ashk kya honge

jo abhi zeb-e-dastan na hue

gham to ye hai ki gulsitan men sab

phuul kanTon ke darmiyan na hue

mere sheron se zindagi ke raaz

kuchh hue kuchh abhi ayaan na hue

log kuchh bhi kahen magar ham log

ra.egan ho ke ra.egan na hue

hausla dekh umr-bhar ham log

zindagi tujh se bad-guman na hue

saneha hai ki un ki mahfil men

aaj ‘nashtar’ hi naghma-ḳhvan na hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh Dil Ka Talluq to Nibhao Ki Chala Main

Kisi Ki Yaad Ko Hum Zist Ka Hasil Samajhte Hain

Wo Bhala Hai to Wo Bhala Hi Sahi

poet

Subh Kuchh Sham Kuchh KHayal Raha

poet

Ishq Ki Itni baDhin Ranaiyan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet