• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Ne Paya Jo Mere Muzhda Teri Pati Ka

dil Ne Paya Jo Mere Muzhda Teri Pati Ka

poet

dil ne paaya jo mire muzhda tiri paati ka

munh phira su-e-badan jan-e-ba-lab aati ka

yuun to ai yar-e-dil-afroz tu sab ka hai vale

daagh jan-soz niraya hai miri chhati ka

dil dam-e-ah-e-sahar-khez chala jaata hai

mutriba chup hai tu kyuun vaqt hai parbhati ka

dil-e-afsurda ko hai soz-e-darun se kya rabt

kaam kya khana-e-viran men diye-bati ka

is jahan men sifat-e-ishq se mausuf hain ham

na karo aib hamare hunar-e-zati ka

yaar sun sun ke sab ahval-e-kharab-e-‘hasrat’

bola kya kaam hai yaan aise kharabati ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mein Sochta Hun Jise Aashna Bhi Hota Hai

abdul-ahad-saaz

Khuli Jab Aankh To dekha Ki duniya Sar Pe Rakkhi Hai

poet

Aaj Dilbar Ke Nam Ko raT raT

afroz-alam

Aks-Bar-Aks

Mar Jaenge Tum Bin Hum Aasani Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet