• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Ne Chaha Tha Ki Ho Aabla-Pai Rukhsat

dil Ne Chaha Tha Ki Ho Aabla-Pai Rukhsat

kishwar-naheed

dil ne chaha tha ki ho abla-pai rukhsat

zindagi de ke hui shoala-fishani rukhsat

tum ne jab shama bujhai to samajh men aaya

ek mauhum sa rishta tha so vo bhi rukhsat

main udasi sar-e-bazar bhi laun aise

jaise paani ki tamanna men ho kashti rukhsat

mere israr pe maujud tha ghar pe lekin

us ne khamosh libasi men likhi thi rukhsat

teri taid ki tasvir se ji utthe the

nahin maalum tha ye ret hai paani rukhsat

main havala tiri tahrir ka kis naam se duun

mujh se tu maang chuka harf-e-taalli rukhsat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kishwar-naheed

Pahan Ke Pairhan-E-Gul Saba Nikalti Hai

bashar-nawaz

Koi Sanam To Ho Koi Apna Khuda To Ho

poet

Saf Baaton Mein To Kudurat Hai

Sufi

Tasawwur Mein Bhi Jis Ki Justuju Karta Hai dil Mera

In Dar-O-Diwar Ki Aankhon Se paTTi Khol Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet