• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Basar Aafat Se Taklif Hoti Hai Mujhe

Be-Basar Aafat Se Taklif Hoti Hai Mujhe

be-basar afat se taklif hoti hai mujhe

sar-phire halat se taklif hoti hai mujhe

jo mire dushman ko samjha kar ga.i kam-zarf hai

ya.ani kis kis baat se taklif hoti hai mujhe

aaj bairun-e-qafas sayyad ki parva nahin

aap apni zaat se taklif hoti hai mujhe

jashn kar meri tabahi par koi shikva nahin

bas tiri auqat se taklif hoti hai mujhe

ham-nashini se tiri har shab bahut shirin thi

juz tire ab raat se taklif hoti hai mujhe

zulm ka aadi huun zanjiri miri pahchan hai

ḳhud laga.i ghaat se taklif hoti hai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Misal Isko Kahan Hai Koi Zamane Mein

poet

Na-Tawani Mein Palak Ko Bhi Hilaya Na Gaya

meer-hasan

Aahon Se Mere Ghar Mein Hawa Garm Rahegi

Kabhi Mili Jo Tere Dard Ki Nawa Mujhko

Dasht Ne Talib-E-Gulzar Kiya Hai Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet