• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Na Lo dil Ka Ye Lena Hai Na Ikhfa Hoga

dil Na Lo dil Ka Ye Lena Hai Na Ikhfa Hoga

nazeer-akbarabadi

dil na lo dil ka ye lena hai na ikhfa hoga

is ko dil kahte hain bas lete hi charcha hoga

tum ko har aan udhar hovegi husn-arai

ham ko har lahza idhar zauq-e-tamasha hoga

ham bhi sau chaah se dekhenge tumhari janib

tum se bhi zabt-e-tabassum na phir asla hoga

juun hi ham dekhenge tum aur tabassum hoge

chaah ka ghuncha-e-sar-basta vahin va hoga

guftugu hovegi baham jo isharat ke saath

matn is ka bhi harifon men muhashsha hoga

paanv tak haath jo lavenge kisi uzr se ham

tadne valon men shor is ka bhi barpa hoga

jab ye taqrir suni us shah-e-khuban ne ‘nazir’

ham se dil le liya aur hans ke kaha kya hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dil Ke Makan Mein Aankh Ke Aangan Mein Kuchh Na Tha

Dilasa De Wagarna Aankh Ko Girya pakaD Lega

Hum Na Wahshat Ke Mare Marte Hain

Saqi Qadah-E-Sharab De De

Be-Sahaara Na chhoD Jao Hamein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet