• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil-Mohalla Ghulam Ho Jae

Dil-Mohalla Ghulam Ho Jae

dil-mohalla ghulam ho jaa.e

koi is ka imaam ho jaa.e

daftar-e-ishq kaash tum aao

mere jaison ka kaam ho jaa.e

yuun to rakkha hai pyaas ka roza

aa ga.e ho to jaam ho jaa.e

phir zaban-e-ḳhuda pe lafz-e-kun

jashn ka ehtimam ho jaa.e

chup ka ghunghaT uTha ke honTon se

jan-e-janan kalam ho jaa.e

qais-o-farhad ki tarah ‘hashim’

bas mohabbat men naam ho jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sultan Baho

Indar Kalma Kal-Kal Karda Ishq Sikhaya Kalma Hu

poet

Tohfa-E-Gham Bhi Mila Dard Ki Saughat Ke Baad

Tujhko Bechainiyon Ka Pas Nahin

poet

Sham-E-Furqat Mila Ye Sahaara Mujhe

Pesh-E-Zamin Rahun Ki Pas-E-Asman Rahun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet