• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Mera Jis Se Bahalta Koi Aisa Na Mila

dil Mera Jis Se Bahalta Koi Aisa Na Mila

akbar-allahabadi

dil mira jis se bahalta koi aisa na mila

but ke bande mile allah ka banda na mila

bazm-e-yaran se phiri bad-e-bahari mayus

ek sar bhi use amada-e-sauda na mila

gul ke khvahan to nazar aae bahut itr-farosh

talib-e-zamzama-e-bulbul-e-shaida na mila

vaah kya raah dikhai hai hamen murshid ne

kar diya kaabe ko gum aur kalisa na mila

rang chehre ka to college ne bhi rakkha qaaim

rang-e-batin men magar baap se beta na mila

sayyad utthe jo gazette le ke to lakhon laae

shaikh quran dikhate phire paisa na mila

hoshyaron men to ik ik se siva hain ‘akbar’

mujh ko divanon men lekin koi tujh sa na mila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Faqat Qaziya Yahi Hai Fann-E-Tabi Aur Ilahi Mein

jaun-eliya

Abhi Farman Aaya Hai Wahan Se

Tirgi Mein Subh Ki Tanwir Ban Jaenge Hum

Hamare Ahd Ka Manzar Ajib Manzar Hai

asif-ud-daula

dam-E-Ulfat Mein Phansa dil Hae dil Afsos dil

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet