dil Mera Ghabraata Hai dil mera ghabrata hai jab jab duur vo jaata hai vo patthar barsate hain kaun unhen bahkata hai dil men kabutar udte hain jab bhi nazar tu aata hai vo har dam ignore kare itna kyon tadpata hai kah ke mujh ko harjai aaj talak pachhtata hai
Leave a Reply