• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Mera chiKH Raha Tha Shayad

Dil Mera chiKH Raha Tha Shayad

dil mira chiḳh raha tha shayad

zabt se dard siva tha shayad

ek uljhan si rahi office men

ghar pe kuchh chhuT gaya tha shayad

dukhti rag ko hi banaya tha hadaf

vaar apnon ne kiya tha shayad

ruḳh mira us ki taraf rahta tha

vo mira qibla-numa tha shayad

main ne puchha tha mohabbat hai tumhen

us ne dhire se kaha tha shayad

main ne kuchh aur kaha tha ‘azam’

us ne kuchh aur suna tha shayad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

azra-abbas

Ye Bose

poet

Yan Ke Hone Ko Misalon Ki Zamin Chahiye Hai

Kya Tum Bhi Tariqa Naya Ijad Karo Ho

Phir Us Rup Mein Aana Tum

Kucha-E-Rang-E-Malamat Ke Sab Aasar Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet