• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Mein Rahta Hai Koi Dil Hi Ki KHatir KHamosh

Dil Mein Rahta Hai Koi Dil Hi Ki KHatir KHamosh

dil men rahta hai koi dil hi ki ḳhatir ḳhamosh

jaise tasvir men baiTha ho musavvir ḳhamosh

dil ki ḳhamoshi se ghabra ke uThata huun nazar

ek avaz si aati hai musafir ḳhamosh

is ta.aruf ka na aghaz na anjam koi

kar diya ek ḳhamoshi ne mujhe phir ḳhamosh

kuchh na sun kar bhi to kahna hai ki haan sunte hain

kuchh na kah kar bhi to hona hai bil-aḳhir ḳhamosh

Duub sakti hai ye kashti tiri sargoshi se

ai mire ḳhvab mire hami-o-nasir ḳhamosh

chyunTiyan reng rahi hain kahin andar ‘adil’

ham hain divar ke manind ba-zahir ḳhamosh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rawan Hai Mujh Mein Abhi Tak Wo Intiqam Ki Sham

Nala-E-Jaan-Gudaz Ne Mara

aisha-ayyub

Ek Nai dastan Sunane do

Gar Hun Mansur to Suli Pe chaDha De Mujhko

ismail-merathi

Ahwal Se Kaha Kisi Ne Ai Nek-Shiar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet