• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Mein Jo Mohabbat Ki Raushni Nahin Hoti

Dil Mein Jo Mohabbat Ki Raushni Nahin Hoti

dil men jo mohabbat ki raushni nahin hoti

itni ḳhubsurat ye zindagi nahin hoti

dost pe karam karna aur hisab bhi rakhna

karobar hota hai dosti nahin hoti

ḳhud charagh ban ke jal vaqt ke andhere men

bhiik ke ujalon se raushni nahin hoti

sha.eri hai sarmaya ḳhush-nasib logon ka

baans ki har ik Tahni bansuri nahin hoti

khel zindagi ke tum khelte raho yaaro

haar jiit koi bhi aḳhiri nahin hoti

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bahadur-shah-zafar

Pan Kha Kar Surma Ki Tahrir Phir Khinchi To Kya

poet

Chahiyen Mujhko Nahin Zarrin Qafas Ki Putliyan

Husn Ke Waswase Se Bahar Mil

poet

Mat Boliyo Tu Us Se Jahandar dekhna

asrarul-haq-majaz

Ye Jahan Bargah-E-Ritl-Giran Hai Saqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet