• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil luTega Jahan KHafa Hoga

Dil luTega Jahan KHafa Hoga

dil luTega jahan ḳhafa hoga

ishq men jo bhi ho bhala hoga

shahr ka shahr hai udaas udaas

mere baare men kuchh suna hoga

apni barbadiyon ka ranj nahin

teri tanha.iyon ka kya hoga

sar uTha.e chale chalo yaaro

koi to ḳhanjar-azma hoga

naaz hai apni bandagi pe ‘hasan’

jis ko chahen vahi ḳhuda hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mubarak-azimabadi

Kahte Hain Ki de Meri Bala dad Kisi Ki

chhoD Apni Dalil Rahne De

Fariyaad Aur Tujhko Sitamgar Kahe Baghair

Asrar-E-Ishq Hai Dil-E-Muztar Liye Hue

poet

Piri Mein Shauq Hausla-Farsa Nahin Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet