• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Le Ke Hamara Phirta Hai Ye Kaun Watira Tera Hai

dil Le Ke Hamara Phirta Hai Ye Kaun Watira Tera Hai

poet

dil le ke hamara phirta hai ye kaun vatira tera hai

karta hai chhichhori baten kyuun har baat men tera mera hai

tum chehra apna dikhla do kuchh rah-e-khalasi batla do

ik zulf ka sauda sar men hai ik kaali bala ne ghera hai

is aane ki kya mujh ko khushi pabandi is men kaahe ki

bhule se idhar bhi aa nikle ik jogi ka sa phera hai

ham aap hain ek bala-e-bad kya ham se karega koi kad

aghyar karen ham se kavish munh ham ko saara tera hai

ham jaan se apni jaate hain par dil se ye jaata hi nahin

is ishq ka hove bura ‘anjum’ kya is ne daala dera hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Bhul Pae Tumhein Hadisa Hi Aisa Tha

mirza-ghalib

Bahut Sahi Gham-E-Giti Sharab Kam Kya Hai

Pahle Chahat Ko Tez Kar Lega

poet

Ye Sab Kahne Ki Baaten Hain Hum Un Ko Chhod Baithe Hain

Tu Nahin Tera Istiara Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet