• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Kuchh Der Machalta Hai Phir Yaadon Mein Yun Kho Jata Hai

Dil Kuchh Der Machalta Hai Phir Yaadon Mein Yun Kho Jata Hai

poet

dil kuchh der machalta hai phir yadon men yuun kho jaata hai

jaise koi ziddi bachcha rote rote so jaata hai

sard hava ya TuuTa taav puuri raat adhura chand

mere angan ki miTTi ko jaane kaun bhigo jaata hai

ik ik kar ke dhuup ke saare surḳh parinde mar jaate hain

ret ke zard samundar par jab suraj paanv dho jaata hai

tujh se bichhaḌ kar raat ka ik ik lamha sadiyon men kaTta hai

din ke hote hote ab to ek zamana ho jaata hai

raat ga.e tanha.i mujh se akasr puchhne aa jaati hai

chup ki is basti ko shor-o-ghul men kaun Dubo jaata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

munawwar-rana

Patthar Ke Hont

munshi-naubat-rai-nazar-lakhnavi

Mani-Taraaz-E-Ishq Har Ek Baada-Khwar Tha

kishwar-naheed

Hari Thi Shakh To Baitha Na Us Pe Panchhi Kyun

KHwab Ka KHwab Haqiqat Ki Haqiqat Samjhen

poet

Dosti Mein Fasle Hote Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet