Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
muneer-niyazi

dil Ko Haal-E-Qarar Mein dekha

  • Ghazal
  • Top Rated Poet
  • Poet: Muneer Niyazi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

dil ko hal-e-qarar men dekha

ye karishma bahar men dekha

jis ko chaha khumar men chaha

jis ko dekha ghubar men dekha

khvahishon ko bahut hava dena

vasf ye ham ne yaar men dekha

ik bashar men kai bashar dekhe

juz-o-kul ke hisar men dekha

jab se dekha hai is zamin ko ‘munir’

qaid-e-lail-o-nahar men dekha

More Poems

Aql-O-dil Ko Mila-Jula Rakhiye

Aangan

Humne Teri Khatir Se dil-E-Zar Bhi Chhoda

dil Ke Bahlane Ka Saman Na Samjha Jae

Ye Nahr-e-Ab Bhi Uski Hai Mulk-e-Sham Us Ka

Apne Mahaul Se Kuchh Yun Bhi To Ghabrae Na The

Nadi Ka Kya Hai Jidhar Chahe Us dagar Jae

Bin dekhe Uske Jawe Ranj O Azab Kyun Kar

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.