• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ki Dahliz Pe Jab Sham Ka Saya Utra

Dil Ki Dahliz Pe Jab Sham Ka Saya Utra

dil ki dahliz pe jab shaam ka saaya utra

ufuq-e-dard se siine men ujala utra

raat aa.i to andhere ka samundar umDa

chand nikla to samundar men safina utra

pahle ik yaad si aa.i ḳhalish jaan ban kar

phir ye nashtar rag-e-ehsas men gahra utra

jal chuke ḳhvab to sar nama-e-tabir khula

bujh ga.i aankh to palkon pe sitara utra

sab ummiden mire ashob-e-tamanna tak thiin

bastiyan ho ga.iin gharqab to dariya utra

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ya to Wo Qurb Tha Ya Dur Hua Jata Hun

Wo Hua Hi Nahin Jo Socha Tha

poet

Ai Yas Jo Tu dil Mein Aai Sab Kuchh Hua Par Kuchh Bhi Na Hua

Ye Nikhaton Ki Narm-Rawi Ye Hawa Ye Raat

Na Jaane Kaun Hai Dekha Hua Sa Lagta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet