• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ke Dagh Mein Sisa Hai Aur zaKHm-E-Jigar Mein Tanba Hai

Dil Ke Dagh Mein Sisa Hai Aur zaKHm-E-Jigar Mein Tanba Hai

dil ke daagh men siisa hai aur zaḳhm-e-jigar men tanba hai

itna bhari siina le kar shaḳhs avara phirta hai

kanch ke reze tez hava men bavle uḌte phirte hain

nange badan ki chandni se phir taara taara girta hai

aadhe peḌ pe sabz parinde aadha peḌ asebi hai

kaise khule ye ram-kahani kaun sa hissa mera hai

kaale devta muTThi bhar bhar suune gharon men phenkte hain

kohr-zada basti ke chauk men raakh ka uncha Tiila hai

sard shabon ka pochhne vaalo in raton ke taare duur

dhundle chand ki nabzen gungi aag ka chehra niila hai

piplon vaali galiyan ujḌi Dher hain piile patton ke

samne vaali surḳh haveli men bhuton ka Dera hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pechaak-E-Umr Apne Sanwar Aaine Ke Sath

wali-mohammad-wali

Sohbat-E-Ghair Mun Jaya Na Karo

rahat-indori

Jo Ye Har-Su Falak Manzar Khade Hain

Jo Meri Aah Se Nikla Dhuan Hai Meri miTTi Ka

Safar Ka Ek Naya Silsila Banana Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet