• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ke Bujhte Hue zaKHmon Ko Hawa Deta Hai

Dil Ke Bujhte Hue zaKHmon Ko Hawa Deta Hai

dil ke bujhte hue zaḳhmon ko hava deta hai

roz aata hai naya ḳhvab dikha deta hai

us ka andaz-e-masiha.i nirala sab se

charagar hosh men aane pe dava deta hai

har qadam ḳhaak men kuchh ḳhvab milate rahna

hijr ki raat yahi shaghl maza deta hai

marne jiine ka kahan hosh tire rindon ko

pa-e-vahshat bhi ajab naqsh bana deta hai

dastaken deta hai paiham dar-e-dil par koi

ek saaya mujhe nindon se jaga deta hai

phuul sa lahja hua karta tha jis ka ‘zakir’

ab vo baton men koi baat bana deta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Zamin Ke Chand-Sitaron Ko Nind Aati Hai

Apni Tadbir Na Taqdir Pe Rona Aaya

Idhar Hai Baad-E-Sumum Nalan Udhar Hai Barq-E-Tapan Bhi Aajiz

poet

Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai

Sufi

Bosa-e-Rukh Ka Jo Main Sail Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet