• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ka Sara Ghor Andhera Dur Hua

Dil Ka Sara Ghor Andhera Dur Hua

poet

dil ka saara ghor andhera duur hua

kis ka hai ye nuur jo main pur-nur hua

zaḳhm risa phir zaḳhm-e-dil nasur hua

rafta rafta jaise bhagalpur hua

yuun to ham ne qisse likkhe ranga-rang

lekin gham ka qissa hi mash.hur hua

paani paani chiḳh raha tha pyasa dil

shahr-e-sitam ka kaisa ye dastur hua

kaisa mulk-shor bapa hai ḳheme men

ankhen suuni dil ka shisha chuur hua

ab ke mausam sadiyon ka tahzibi rang

ḳhatm hua barbad hua kafur hua

shahr men tere kis se gila phir karte ham

‘aḳhtar’ jab apna hi saaya duur hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

tanveer-anjum

Aakhiri Pattiyon Mein

adeel-zaidi

Humne Thama Yaqin Ko Guman Chhod Kar

Dekhiye Andaz Uski shoKHi-E-Tahrir Ka

poet

Kun Ke Kahne Mein Jo Hua so Hua

poet

Riwaj-O-Rasm Ka Usko Hunar Bhi Aata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet