• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Ka Safar Bas Ek Hi Manzil Pe Bas Nahin

dil Ka Safar Bas Ek Hi Manzil Pe Bas Nahin

muneer-niyazi

dil ka safar bas ek hi manzil pe bas nahin

itna khayal us ka hamen is baras nahin

dekho gul-e-ahar-e-asar dasht-e-sham men

divar-o-dar koi bhi kahin pesh-o-pas nahin

aaya nahin yaqin bahut der tak hamen

apne hi ghar ka dar hai ye bab-e-qafas nahin

aisa safar hai jis ki koi intiha nahin

aisa makan hai jis men koi ham-nafas nahin

aaegi phir bahar isi shahr men ‘munir’

taqdir is nagar ki faqat khar-o-khas nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tanab-E-Zat Kisi Hath Mein Jami Hui Hai

Dil Hi Girdab-E-Tamanna Hai Yahin Dubte Hain

Hai iKHtiyar Mein Tere Na Mere Bas Mein Hai

Dil Mein Har-Waqt Yas Rahti Hai

poet

Ji Rahe Ya Na Rahe Har Qadam-E-Yar Na chhoD

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet