• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Guman Tha Gumaniyan The Hum

dil Guman Tha Gumaniyan The Hum

jaun-eliya

dil guman tha gumaniyan the ham

haan miyan dastaniyan the ham

ham sune aur sunae jaate the

raat bhar ki kahaniyan the ham

jaane ham kis ki buud ka the subut

jaane kis ki nishaniyan the ham

chhodte kyuun na ham zamin apni

akhirash asmaniyan the ham

zarra bhar bhi na thi numud apni

aur phir bhi jahaniyan the ham

ham na the ek aan ke bhi magar

javedan javidaniyan the ham

rose ik ran tha tir-o-tarkash bin

the kamin aur kamaniyan the ham

arghavani tha vo piyala-e-naf

ham jo the urghavaniyan the ham

nar-e-pistan thi vo qattala

aur havas-darmiyaniyan the ham

na-gahan thi ik aan aan ki thi

ham jo the nagahaniyan the ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zom Na Kijo Shama-Ru Bazm Ke Soz O Saz Par

Ab Nind Kahan Aaankhon Mein Shoala Sa Bhara Hai

Kya Kahun Kya Mila Hai Kya Na Mila

Machalte Gate Hasin Walwalon Ki Basti Mein

ainuddin-azim

Tumhaare Bin Ab Ke Jaan-e-Jaan Maine Id Karne Ki Than Li Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet