• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Apna Said-E-Tamanna Hai Dekhiye Kya Ho

Dil Apna Said-E-Tamanna Hai Dekhiye Kya Ho

dil apna said-e-tamanna hai dekhiye kya ho

havas ko ishq ka sauda hai dekhiye kya ho

kisi ke lamha-e-ulfat ki yad-e-kaif-avar

dil-e-hazin ka sahara hai dekhiye kya ho

bacha bacha ke rakha tha jise vahi kashti

supurd-e-mauja-e-dariya hai dekhiye kya ho

sukut-e-but-kada-e-azari se tang aa kar

ḳhuda ko main ne pukara hai dekhiye kya ho

shakeb-o-sabr ka paimana TuTne par bhi

vahi vafa ka taqaza hai dekhiye kya ho

hazar baar hi dekha hai sochne ka ma.aal

hazar baar hi socha hai dekhiye kya ho

‘ziya’ jo pi ke na bahka vo rind-e-mai-ḳhana

piye baghair bahakta hai dekhiye kya ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dard Jab Ishq Mein Mail-Ba-Fughan Hota Hai

Sard Rahon Mein bhaTakti Hui Shamon Ki Tarah

Use Kyun Sahar Se Nashat Ho Use Kya Malal Ho Sham Se

Bahaar Hai Tere Aariz Se Lau Lagae Hue

Rang KHushbu Aur Gul-O-Gulzar Ki Hai Raushni

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet