• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dikhai Dengi Sabhi Mumkinat Kaghaz Par

Dikhai Dengi Sabhi Mumkinat Kaghaz Par

dikha.i dengi sabhi mumkinat kaghaz par

zara utaar to luun sab jihat kaghaz par

mari kahani bahut der se ruki hui hai

vo kho gaya hai kahin rakh ke haath kaghaz par

hamari taaza ghazal men bhi aks hai us ka

vo ek ashk jo Tapka tha raat kaghaz par

men thak chuka huun faqat ra.eganiyan likhte

unDel duun na kahin ab davat kaghaz par

kise ḳhabar ki ye raddi men bech di jaa.e

bana raha huun main jo ka.enat kaghaz par

main likh raha tha tiri ḳhvab-gah ki yaden

ki so gaya tha vahin rakh ke haath kaghaz par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sukut baDhne Laga Hai Sada Zaruri Hai

Bargashta-E-Yazdan Se Kuchh Bhul Hui Hai

KHamosh Rah Ke Zawal-E-suKHan Ka Gham Kiye Jaen

Sufi

Man Ke Bargad Tale Angaron Ki Mala Bhi Japi

Sach Ko Kahne Ka Hausla Hai Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet