• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Did Ke Badle Sada Dida-E-Tar Rakkha Hai

Did Ke Badle Sada Dida-E-Tar Rakkha Hai

diid ke badle sada dida-e-tar rakkha hai

ham ko kyuun randa-e-dargah-e-nazar rakkha hai

shab ki dahliz se us samt hain rahen kaisi

parda-e-ḳhvab men ye kaisa safar rakkha hai

saya-e-vasl-e-mohabbat ki vo ḳhalvat na sahi

ye bhi kaafi hai ḳhayalon men guzar rakkha hai

kitne ausaf mujhe apne ata us ne kiye

zauq-e-taḳhliq diya mujh men hunar rakkha hai

shaḳh-dar-shaḳh tiri yaad ki hariyali hai

ham ne shadab bahut dil ka shajar rakkha hai

har ghaḌi mujh pe na.e aur jahan khulte hain

so bhi ja.un to khula zehn ka dar rakkha hai

us ko qudrat hai jise jaisa bhi taḳhliq kare

shukr hai us ka mujhe us ne bashar rakkha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apne Bimar Sitare Ka Mudawa Hoti

Wasl Ke Din Ka Ishaara Hai Ki Dhal Jaunga

Zawiya Koi Nahin Hum Ko Milane Wala

Visal-O-Hijr Ke Janjal Mein paDa Hua Hun

Ulfat Ka Anjam Bura Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet