• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Tu kichaD uTha Aur Fasilon Pe Mal

Ab Tu kichaD uTha Aur Fasilon Pe Mal

ab tu kichaḌ uTha aur fasilon pe mal

is se baḌh ke tiri istita.at nahin

ja ke pahle zara sha.iri ko samajh

ye ata hai miri jaan siyasat nahin

tum ye rutbe ye shohrat sabhi baanT lo

jaao jaao mujhe un ki hasrat nahin

aadmi men koi gun hon phir baat hai

naam rakhne men koi sa.adat nahin

kya uTha.enge bar-e-jahan vo bhala

jin men misra uThane ki taqat nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-hasan

dil Khuda Jaane Kis Ke Pas Raha

Pahle Si Ab Baat Kahan Hai

Phir Koi Yaad Aa Gaya Shayad

Main Jaisa Bhi Hun Tere Samne Hun

poet

Kabhi Hamare Liye Tegh-E-Be-Niyam Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet