• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / di Hai Wahshat To Ye Wahshat Hi Musalsal Ho Jae

di Hai Wahshat To Ye Wahshat Hi Musalsal Ho Jae

abbas-tabish

di hai vahshat to ye vahshat hi musalsal ho jaae

raqs karte hue atraf men jangal ho jaae

ai mire dasht-mizajo ye miri ankhen hain

in se rumal bhi chhu jaae to badal ho jaae

chalta rahne do miyan silsila dildari ka

ashiqi diin nahin hai ki mukammal ho jaae

halat-e-hijr men jo raqs nahin kar sakta

us ke haq men yahi behtar hai ki pagal ho jaae

mera dil bhi kisi aseb-zada ghar ki tarah

khud-ba-khud khulne lage khud hi muqaffal ho jaae

dubti naav men sab chikh rahe hain ‘tabish’

aur mujhe fikr ghazal meri mukammal ho jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yaad Har Pal Tujhko Karne Ka Sila Pane Laga

laTkai Diwar Pe Kis Ne Hatim Ki Taswir

poet

Ahl-E-Jahan Ke Sath Wafa Ya Jafa Karun

akhtar-ansari

Khwahish-e-Aish Nahin dard-e-Nihani Ki Qasam

abdul-ahad-saaz

Zarf

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet