• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahte Hue Ashkon Ki Rawani Nahin Likkhi

Bahte Hue Ashkon Ki Rawani Nahin Likkhi

ambareen-haseeb-ambar

bahte hue ashkon ki ravani nahin likkhi

main ne gham-e-hijran ki kahani nahin likkhi

jis din se tire haath se chhuta hai mira haath

us din se koi shaam suhani nahin likkhi

kya janiye kya soch ke afsurda hua dil

main ne to koi baat purani nahin likkhi

alfaz se kaghaz pe sajai hai jo duniya

juz apne koi chiiz bhi faani nahin likkhi

tashhir to maqsud nahin qissa-e-dil ki

so tujh ko likha teri nishani nahin likkhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-hazarvi

Pa-Pyaada Chalta Hun

Sab Sharik-E-Sadma-O-Azar Kuchh Yunhi Se Hain

Rafta Rafta KHatm Qissa Ho Gaya Hona Hi Tha

abdullateef-shauq

But Yahan Milte Nahin Hain Ya Khuda Milta Nahin

Kisi Ranjish Ko Hawa Do Ki Main Zinda Hun Abhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet