• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dhup Sat Rangon Mein Phailti Hai Aankhon Par

dhup Sat Rangon Mein Phailti Hai Aankhon Par

parveen-shakir

dhuup saat rangon men phailti hai ankhon par

barf jab pighalti hai us ki narm palkon par

phir bahar ke sathi aa gae thikanon par

surkh surkh ghar nikle sabz sabz shakhon par

jism o jaan se utregi gard pichhle mausam ki

dho rahi hain sab chidiyan apne pankh chashmon par

saari raat sote men muskura raha tha vo

jaise koi sapna sa kanpta tha honton par

titliyan pakadne men duur tak nikal jaana

kitna achchha lagta hai phuul jaise bachchon par

lahr lahr kirnon ko chhed kar guzarti hai

chandni utarti hai jab sharir jharnon par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Duniya Ki Kashish Hai Jo Idhar Khinchti Hai

Lamha Guzar Gaya Hai Ki Arsa Guzar Gaya

De Kar Fareb Pyas Ki Aazurdagi Ko Hum

poet

Kyun Khud-Bakhud Phiri Nigah-E-Yar Kya Sabab

neel-ahmed

Rihai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet