• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dhup Mein Hum Hain Kabhi Hum Chhanw Mein

Dhup Mein Hum Hain Kabhi Hum Chhanw Mein

dhuup men ham hain kabhi ham chhanv men

raste uljhe hue hain paanv men

bastiyon men ham bhi rahte hain magar

jaise avara hava sahraon men

ham ne apnaya daraḳhton ka chalan

ḳhud kabhi baiThe na apni chhanv men

kis qadar nadan hain ahl-e-jahan

ham gine jaane lage danaon men

samne kuchh der lahrate rahe

phir vo sahil bah ga.e dariyaon men

ik yahi duniya badalti hai ‘farogh’

kaisi kaisi ajnabi duniyaon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apna bigDa Hua Banaw Liye

Charagh Le Ke Hatheli Pe Chal Sakoge Kya

pirzada-qasim

Khun Se Jab Jala diya Ek diya Bujha Hua

poet

Badli Hui Hai Charkh Ki Raftar Aaj-Kal

Us Maqtal-E-Hasti Se Guzar Jaenge Hum Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet