• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dhup Aai Nahin Makan Mein Kya

Dhup Aai Nahin Makan Mein Kya

dhuup aa.i nahin makan men kya

abr gahra hai asman men kya

aah kyuun be-sada hai honTon par

lafz baaqi nahin zaban men kya

ho gaya nilgun badan saara

tiir zahrile the kaman men kya

saare kirdar saath chhoḌ ga.e

aa gaya moḌ dastan men kya

jhulsa jhulsa hai kyuun badan saara

aa ga.i dhuup sa.eban men kya

na-shanasa hai chand se kyuun dil

sirf taara tha asman men kya

roz-o-shab kis ki raah takti ho

‘mina’ ab tak hai kuchh guman men kya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mulk Ki miTTi Kabhi Dil Se Juda Hoti Nahin

Haqiqaten Hon Mayassar to KHwab Kyun Dekhun

ahmad-mahfuz

Uthiye Ki Phir Ye Mauqa Hathon Se Ja Rahega

Samundar Se Gham-O-Ghussa Ke Tughyani Nahin Jati

Raat Ye Kaun Mere KHwab Mein Aaya Hua Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet