• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / DhunDhna Milna bichhaDna Kahin Khona Ruk Jae

DhunDhna Milna bichhaDna Kahin Khona Ruk Jae

DhunDhna milna bichhaḌna kahin khona ruk jaa.e

ye jo hota hai tabi.at men ye hona ruk jaa.e

gham ki bad-ruh se kuchh aur tavaqqo.a mat rakh

raat ke pichhle pahar us ka ye rona ruk jaa.e

har mahine ki tarah phir se baḌhe iḳhrajat

phir kahin nanhe se bachche ka khilauna ruk jaa.e

is liye duble hue jaate hain sab ahl-e-ishq

khana-pina na rahe chain se sona ruk jaa.e

dil ki barbadi bhi hai dast-darazi misdaq

jo tire saath hua auron se hona ruk jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Sochta Hun Agar Wo Hawa Se Kah Jaun

aalok-shrivastav

Jab Bhi Taqdir Ka Halka Sa Ishaara Hoga

akbar-hyderabadi

Han Yahi Shahr Mere Khwabon Ka Gahwara Tha

Dil Ki Aag Kahan Le Jate Jalti Bujhti chhoD Chale

Raushan Hai Bazm-E-Shoala-ruKHan Dekhte Chalen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet