• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / DhunDh Jugnu Koi Zulmat Ko miTane Wala

DhunDh Jugnu Koi Zulmat Ko miTane Wala

poet

DhunDh jugnu koi zulmat ko miTane vaala

ab to suraj se andhera nahin jaane vaala

har kisi ko na dikha apne ghamon ke zevar

kanch ki aankh men aansu nahin aane vaala

mere ahbab mire haal pe rote hain magar

kaash hota koi girte ko uThane vaala

tere chehre pe jo raunaq hai mire ishq se hai

sirf ghaze se nahin nuur ye aane vaala

in ujalon ke talabgar to sab hain lekin

hai koi ḳhuun charaghon ko pilane vaala

teri tasvir kabhi tera badal ho na saki

sirf rangon men nahin husn samane vaala

apne daman men duaon ke ḳhazane bhar lo

phir ye darvesh nahin lauT ke aane vaala

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

Lamha

poet

Jahan Pe Ilm Ki Koi Qadr Aur Hawala Nahin

poet

Ahbab Bhi Hain KHub Ki Tashhir Kar Gae

Kaisa Ajib Aaya Hai Is Sal Ka bajaT

Sitare Ka Raaz Rakh Liya Mehman Maine

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet