• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Jo Mere Pas Se Ho Kar Kisi Ke Ghar Gaya

Wo Jo Mere Pas Se Ho Kar Kisi Ke Ghar Gaya

vo jo mere paas se ho kar kisi ke ghar gaya

reshmi malbus ki ḳhushbu se jaadu kar gaya

ik jhalak dekhi thi us ru-e-dil-ara ki kabhi

phir na ankhon se vo aisa dilruba manzar gaya

shahr ki galiyon men gahri tirgi giryan rahi

raat badal is tarah aa.e ki main to Dar gaya

thi vatan men muntazir jis ki koi chashm-e-hasin

vo musafir jaane kis sahra men jal kar mar gaya

sub.h-e-kazib ki hava men dard tha kitna ‘munir’

rail ki siiTi baji to dil lahu se bhar gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Baadshahi Ho Ki Daryuza-Gari Ka Mausam

poet

Sarir-E-Saltanat Se Aastan-E-Yar Behtar Tha

Sufi

Na Puchh Ai Ham-Nafas Afsana-e-Ranj-O-Mehan Mera

yasmeen-habeeb

Lams-E-Tishna-Labi Se Guzri Hai

Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet